santa or rajnikant dono taash khel rahe the.
rajni ke paas tin ekke the fir bhi rajni haar gaya.
.
.
.
.
.
.
.
.
pata hai kyu ?
.
q ki santa ke paas tin rajni the.
rajnikant ne robot film kyu
banayi..?
.
.
.
.
.
kyuki wo dikhana chahta tha ke
aurat sirf aadmi ka hi nahi,
machine ka bhi dimag kharab kar
sakti hai...