Santa-Banta Joke

santa in a car with his family

car mai santa ki family jaa rahithi.police ne car ko roka -ye
suraksha week hai.
aap seat belt pehan kar car chalarahe ho, aapko5000 ka inaam diyajata hai.
aap is inaam ka kya karoge.
santa-mai iss se apna driving
licence banwaunga.
tabhi uski maa boli-iss ki baat ka
yakin mat karo.
daaru pi kar kuchh bhi bolta h.
uske papa neend se jage aur
police ko dekh ke bole -
mujhe pata tha ki chori ki car me
hm zyada door
nahi ja paenge.
tabhi car ki dikki se awaj aayi
hamne border cross kar liya hai
kya?
Posted by wazi uddin
367 Viewed this Joke

Post your Comment on this Santa-Banta joke

Follow us on Facebook