saat samandar
santa aur banta ne samandar ke kinare board dekha jispe likha tha qdoobtey ko bachane wal ko 500 ka inamq santa: main jump lagata hun tum muje bachana is tarha 500 milenge hum fifty fifty krenge. . ye keh kar santa ne jump laga di. banta khamoshi se dekhta raha toh banta ne chilla ke kaha: qmuje tairna nhi aata tum mje bachate kyun nahi? banta: tum ne board ke neeche nahi padha, neeche likha tha qlaash nikalne wale ko 2000 ka inaamq
Posted by Shubham Chaudhary
375 Viewed this Joke
Post your Comment on this Santa-Banta joke