Lajawab Santa
santa: oye banta, ye tere haath-pair kaise toot gaye?
banta: ab kya bataun yaar, vo joh mere pados mein chinese rehta hai na...
santa: vahi jiski pichle saal shaadi hui thi?
banta: haan yaar vahi. kal uski biwi mar gayi.
santa: toh!!!???
banta: toh kya? vo ro raha tha toh maine kaha ki bhai dukhi mat ho, ye ek saal toh toh chali varna chinese maal toh 5-6 mahine se jyada kahan chalta hai???
Posted by Md Tauqir
289 Viewed this Joke
Post your Comment on this Santa-Banta joke